اللہ نے پہنچایا سرکارﷺ کے قدموں میں
کیا کیا نہ سکوں پایا سرکارﷺ کے قدموں میں
دل کا تھا عجب عالم ان کے در اقدس پر
سر پر تھا عجب سایہ سرکارﷺ کے قدموں میں
وہ رب محمدﷺ کا تھا خاص کرم جس نے
عالم نیا دیکھلایا سرکارﷺ کے قدموں میں
جب سامنے جالی کے اشکوں کی سلامی دی
سو شکر بجا لایا سرکارﷺ کے قدموں میں
تارا تھا کہ جگنو تھا گوہر تھا کہ برگ گل
جو اشک کہ لہرایا سرکارﷺ کے قدموں میں
سانسوں کا تموج بھی اک بار لگا مجھ کو
وہ مرحلہ بھی آیا سرکارﷺ کے قدموں میں
وہ اپنے گناہوں کا احساس تھا بس تائب
جس نے مجھے تڑپایا سرکارﷺ کے قدموں میں
Allah Ne Pohnchaya Sarkar Ke Qadmon Mein
Sud Shukar Keh Mein Phir Aaya Sarkaar Ke Qadmon Mein
Rud Kaisay Bhala Hogi Ab Koi Dua Meri
Mein Rub Ko Pukar Aaya Sarkar Ke Qadmon Mein
Kuch Kehne Se Pehle Hee Puri Hoi Har Khuwahish
Jo Socha Wohi Paaya Sarkaar Ke Qadmon Mein
Kuch Lamhay Huzoori Ke Paaye Tou Ye Lagta Hai
Ik Umar Guzaar Aaya Sarkar Ke Qadmon Mein
Mujh Jaisa Tahee Damaan Kiya Nazar Ko Lejaata
Ik Naat Suna Aaya Sarkaar Ke Qadmon Mein
Yaad Aayei Sabih Apni Har Aik Khata Mujh Ko
Amaal Pe Sharmaaya Sarkaar Ke Qadmon Mein
Allah Ne Pohnchaya Sarkar Ke Qadmon Mein
Sud Shukar Keh Mein Phir Aaya Sarkaar Ke Qadmon Mein