Allah Ka Ghar Khuld Ka Naqsha Nahi Dekha

اللہ کا گھر خلد کا نقشہ نہیں دیکھا
کچھ بھی نہیں دیکھا جو مدینہ نہیں دیکھا
میری موت ذرا اور ٹھہر جا
میں نے ابھی سرکار کا روزہ نہیں دیکھا

Allah ha ka Ghar Khuld ka naksha nahin Dekha
Kuch bhi nahin dekha jo Madina nahin dekha
Ridhwaan teri jannat me, mera jee nahin lagta
Ke mene to abhi Gumbade Khidhra nahi dekha
Jibreel Ameen sunte, yu Zikre Madina
Ke jaise kabhi ankhon se Madina nahin dekha
E maut meri maut, zarra aur teher ja
Maine to abhi sarkaar ka Roza nahin dekha
Ummat ke liye upne nawaaso ko lutaade
Aysa to jahaan me koyi daataa nahi dekha
Har waqt Nighaaho me khayaalo me rahe wo
Mene kabhi upne ko akela nahin dekha
E raaz mitte kayse mere dil ka andhera
Wo Noor ka behta huwa darya nahin dekha

Read Previous

Allah Ke Huzoor Mein Sar Ko Jhuka Ke Dekh

Read Next

Sahih Al Bukhari The Book of Belief Hadith No 31

Leave a Reply

Your email address will not be published.